Sufism Poetry in Urdu Sad Shayari
![Image](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEiSjQWmpRLUZJOeUDc4AqxrqP7J_1H1GE4h7PyCKqNT5uhVhdfwGNHaQJnQPNepcWeL_D8rqRKUu5yvM5l69g3iGK4HX6rKLvZIREp3kugO2S98tg-CPZseLrmvWbRGFRVbXRcLI4KwD5g/s1600/431.jpg)
Jab koi aik hi shakhs aap kai sakoon ka baes ban jayai to samjh lejeyai kaih aap ka sakoon khatry mai hai --- Mout ai na hi falak sy qayam atri Dil yonhi tarq-e-taluq sy dara karta tha --- Sar utha kar bhi dua mangna jayz hai magar sajdah kar lejeyai taseer badal jayai ge --- Dar-e-shabeer taire nokri bhi Do aalm ki anokhi afsari hai --- Wo mujhy kafiro mai ginty hain Jo nahe janty khuda kya hai --- Ahl-e-bait sy Ishq ki aik pehchan Insaan ka kam go hona bhi hai kyunkai jitna Ishq bhary ga utni Khamoshi bhi bhary ge --- Apni zabaan kat kai luqma bana leya aaya jo tang bhook sy bacha ghareeb ka --- Lot aya hun phir sy apni esi qaid tanhae mai Lay gaya tha koi apni mehfilo ka lalich dy kai --- Mairy inkaar parastish ny bacha leya hai mujhy sar jhuka dou to har insaan khuda ho jayai --- Yai bojh Ishq hai kaih phir karamt yaar ki Phoot nikla ereyo sy aaj paani ruqs mai