Posts

Showing posts from December, 2017

Tanha jeena sekh

Image
"Sach hi kaha thaa kise ny tanha jeena seekh, . Muhabbat jitni bhi sachi ho sath chor dyti hai.."

Mujhy adha kar kai

Image
"Mai jisy apni Muhabbat ki ekai samjha, . Os ny chor deya mujhy adha kar kai"

Taira Muskurana

Image
"koi pochta hai mujh sy maire zindagi ki qeemat, . Mujhy yaad aajata hai Taira halka sa muskurana"

Kise sy judah ho kar

Image
"Mout sy paihly bhi aik mout hoti hai, . Daikho zara tum kise apnai sy judah ho kar"

Kon chahay ga Tumhai?

Image
"Kon chahay ga tumhhy maire tarah, . Ab kise sy na Muhabbat karna"

Taire Muhabbat kai Jaam

Image
"Hamai pata thaa taire muhabbat kai jaam mai zaihar hai, . Laiken tairy pilanai mai khuloos itna thaa kai hum tukra na saky"

Muhabbat Hum ny ki hai

Image
"Hum apnai dard ka shikwa tum sy kaisy karyn, . Muhabbat to hum ny ki hai tum to bai qasoor ho.."

Dard ly kar bhi yad karty hai

Image
"Hum to dard ly kar bhi yaad karty hai, . Aur log dard dy kar bhi bhool jaty hain.."

Tum py marty marty

Image
"Maire mout bhi kya mout hoge, . Yonhi mar jaunga aik din, . Tum py marty marty…"

Tum kon hoty ho?

Image
"Kaash kai wo lot ayai mujh sy yai kaihny, . Tum kon hoty ho mujh sy bicharnai waly"

Kamal ki Muhabbat

Image
"Kamal ki Muhabbat the os ko hum sy, . Achanak hi shorun hove aur bin batayai khatam"

Zamana jeenai nahe daita

Image
"Matalabi banta hun to zameer dayta hai tanai, . Mukhlis hota hun to zamana jeenai nahe dyta"

Sab Dukh dard

Image
"Hum ny socha thaa kai batayaingy sab dukh dard tum ko, . . Par Tum ny to itna bhi na pocha kai Khamosh kyun ho"

Maire Dua ho Tum

Image
"Main sochun to, . Maira khyaal ho tum, . Main mangun to, . Maire Dua ho tum…"

Taira hai to kaha hai?

Image
"Kamal ka Tana deya aaj dil ny, . Agar koi taira hai to kaha hai?"

Log Deewanai hai Banawat kai

Image
"Log deewanai hai banawat kai, . . Hum kaha jayai saadgi lai kar"

Na neend hai aankho mai

Image
"Na neend hai aankho mai na hi hasrat, . . Kitna sada sa raih gaya hun mai tairy baghair"

Soch kar Muhabbat ki

Image
"Hum ny to khud sy inteqaat leya, . . Tum ny kya soch kar Muhabbat ki?"

Jaan baqi hai

Image
"yai tum sy kaha kis ny kai bazi haar baithy hum, . . Muhabbat mai lutanai ko abhi to Jaan baqi hai"

Kamzoor nahe

Image
"Itnai bhi kamzoor nahe, . Dohra kar taire baato kabhi hans lyngy, . Kabhi ro lyngy"

Dil mai raih kar

Image
"Dil mai raih kar bhi Dil dukhaty ho, . . Apna maqaam daikho aur apnai kam daikho"

Maire Zindagi

Image
"Maire Zindagi ki kitaab mai har khwaab tumhara thaa, . Kahani to maire hi thee par Qalam tumhara thaa, . Maire zindagi kai afsaanai mai to log bohut sy thy, . Par mujh ko jis sy chaht thee wo naam tumhara thaa"

Hum ny kaha bhi thaa mat chaho

Image
"Hum ny kaha bhi thaa mat chaho osy paglo ki tarah, . . Wo maghror ho jayai ga taire Muhabbat ki inteha daikh kar"

Haseen Shayari

Image
"Aap sy barh kar haseen hota agar koi es dunya mai, . . Hum os ki jaan ly laity Aap ki touheen samjh kar"

Mout ka ilzaam

Image
"Mar kar kise ko apni mout ka kya ilzam daina, . . Yaha satanai waly bhi apnai hai aur dafnanai waly bhi apnai"

Muhabbat ho Tum

Image
"Tum Muhabbat ho maire es leyai tarap raha hun main, . . Agar zin hote to banaho mai hoti"

December Poetry

Image
"Hamai as sard mosam mai taire yadain satati hain, . . Tumhai aihsaas honai tak December bheet jayai ga"