Posts

Showing posts from February, 2018

Mairy pas raho

Image
"Dil mai yado ki tarah Aankho mai Aanso ki tarah, . . Tum mairy pas raho pholo mai khushbo ki tarah.."

Seenai sy lag kar

Image
"Mairy seenai sy lag kar sunn wo dharkan , . . Jo har pal tairy milny ka wird karti hai"

Chahat ki Qadar karna

Image
"Seekh jao waqt par kise ki chahat ki Qadar karna, . . Kahe koi thak na jayai Tumhai ihsaas dilaty dilaty"

Jaan layty hai

Image
"Tum jo kehty ho to Maan layty hai, . . Kai sirf Farishty hi jaan laytai hai"

Aarzoo Taire

Image
"Taire talaash mai maira wajood hi na raha, . . Tabah kar gae maire hasti ko Aarzo taire"

Allah ki Ibadat

Image
"Zindagi to wo hai jo, Allah ki Ibadat mein, . Aur . Maa-baap ki khidmat mein Guzar jayai"

wo humsafar tha

Image
"Wo humsafar thaa magar os sy humnawae na thee, . . Kai dhoop chao ka alam thaa judai na thee…"

Saaqi

Image
"Nasha pila kai girana to sab ko ata hai, . . Maza to tab hai kai jab girto ko tham lyn Saaqi"

Roz Roz Marna

Image
"Thori fursat nikaal hi laina, . . Hum ny ka roz roz marna hai"

A Musalmaan

Image
"Sajdo sy mehroom no rakh apni paishani ko A Musalmaan, . . Bhari qeemat chukai hai eski Hussain Ibn-e-Ali ny"

Urdu Poetry Shayari Pictures

Image
"Daikhna Chahty ho Tum bin mairy halaat kaisy hain, . . To daikh laina kabhi pani sy machli nikaal kar…! Mein chahun bhi to wo alfaaz na likh paun, . . Jis mein bayaa ow jayai kai kitni Muhabbat hai tum sy, Kya kashish thee os ki aankho mai mat pocho, . . Mujh sy maira dil lar parha mujhy wo shakhs chaheyai.. Hum un ko soch mai gum daikh kar wapas chaly ayai, . . wo apnai dihaan mai baithy huwy achy lagy hum ko.. Irada qata ka thaa to sar qalam kar dytai talwaar sy, . . kyun ishq mai dal kai tum ny har saans py mout likh de... fana ho gae zaat kise ki zaat mai kab sy,, . . hum jo nazat aty hai faqt waihem hai ap ka... waha salaam ko ati hai nangy pao bahaar,,, . . kholy thy phool jaha tairy muskurany sy...! mein nazuk dil ka banda hun,, . . maira dil na yaar dikhaya kar...! farz karo mein koh jaun,,, . . yaqeen dilao dhundo gy...!" na keya kar apnai dard ko shayari mein bayaa A Dil-e-Nadaa, . . Kuch log tot jatai hai esy apni dastaa samajh kar

Nazar Andaaz Poetry

Image
"Dad daytai hai hum tumhary nazar andaaz karny kai hunar ko, . . Jis ny bhi sikhaya…. Ostaad kamaal ka thaa…"

Dost, Muhabbat, Hum safar

Image
"Kitni khubsoorat ho jati hai na Zindagi, Jab, . . Dost , Muhabbat, aur Humsafar aik hi insaan ho…"

Ishq Wajib , Wafa Laazim

Image
"Ishq wajib wafa laazim, . Dard wajib Dawa Lazim, . Hijar wajib saza lazim, . Rog wajib Dua lazim…"

Muhabbat Abhi baqi hai

Image
"Talaash kar maire kami ko apnai dil mai, . . Agar dard ho to samjh laina Muhabbat abhi baqi hai…"

Os ny bhi or mainai bhi

Image
"Os ny bhi burqa paihen leya, . . Hum ny bhi darhi rakh li"

Muqablah

Image
"Khud ka muaqabla, . Kise sy na karo . Aap jaisy bhi ho baihtareen ho"

Waqt Cheen layta hai

Image
"Waqt bohut kuch cheen layta hai, . . Khair maire to muskuraht thee…"

Kabhi Aayato mai parha

Image
"Kabhi aayato mai parha tujhy, . Kabhi harf harf parha tujhy, . Kabhi dil sy tujh ko pukaar kai, . Koi shair apna suna deya"

Qareeb Aao

Image
"Qareeb ao to shayd hamai samjh lo tum, . . Yai faasly to ghalat fehmia barhaty hain."

Zindagi ki Akhri Shaam

Image
"Kon janai kab mout ka paigham aajayai, . . Zindagi ki Akhri Shaam Aajayai"