Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 13
Add caption Taire tasveer sy karun batain, . . Hayai mumkin nahe mulaqaatain..! --- Har kise kai naam par nahe ghonjte, . . Dharkanai barhi ba Asool hoti hain...! --- Zaroori nahe ishq mein bahoon ka sahara milyn, . . Kise ko jee bhar kai mehsoos kar laina bhi Muhabbat hai...! --- Koi Hum saa agar mely to hamai bata dyna tum, . . Hum khud ayaingy osy salaam karny..! --- Karny lagy hain jo nazar andaaz un ki khair, . . Itna to tai huwa kai nazar aaraha hun mein..! --- Chupky sy ayai gi aik din mout mujhy, . . Aur zindagi khamosh ho kar raih jayai ge...! --- Ishq ka apna ghroor husan ki apni aana, . . Un sy aya na gaya hum sy bulaya na gaya...! --- Tum Muhabbat uthayai phirty ho, . . Hum Muhabbat luta kai baithy hain...! --- Tasalsul aaj bhi qayam hai taire yado ka, . . Taire bhool hai kai tujhy bhool jayaingy...! --- Tum aik hi qasam nibhanai sy dar gayai, . . Mujhy taire qasam dai kar hazaro ny lota...! ---