Posts

Showing posts from October, 2018

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 15

Image
Shidat-e-Ishq khair ho taire . . Kaisy alam mai lakai chor deya --- Mein chahta hun tujhai younhi umar bhar daikhun . . Koi talab na ho dil mein , taire talab kai siwa --- Ab sar jhuka kar ihtiraam sy bat keya karo . . Tum nikal chuky ho dil ki Jannat sy --- Ghairo ko bhi karty ho muhabbat sy ishary . . Kya itni kafi nahe tuheen hamari --- Tairy janai sy chalo yai to hua . . Mukhtasar zindagi taweel hove --- Har shakhs ko nahe milty mou mangy muradain . . Har shakhs muqadar ka sikandar nahe hota --- Yai tujh ko jaghty rehnai ka shuq kab sy hua . . Mujhy to khair taira intizaar karna hai --- Tumhara naam bhi parh lou to . . Maire aankhain muskurati hai --- Na koi fikar la haq hai na koi yad baqi hai . . Magar yai akhri misra zara sa chota lagta hai --- Mout to naam sy badnaam hove warna . . Takleef to zindagi bhi deya karti hai ---

Urdu Sad Poetry Pictures Images Series 14

Image
Tumharai hath ki dastak mai Mohsin Mein apnai ghar sy kahi bhi gaya nahe barso ... Kabhi waqt mila to suljhayai gy taire sabhi uljhanai Abhi to hum khud uljhy huwy hain waqt ko suljhanai kai leyai ... Suna hai har cheez mil jati hai Dua sy Aik bar tumhai mang kar daikhyny Khuda sy ... Dil ny socha kai osy tot kar chahaingy Sach mano! Toty bhi bohut aur chaha bhi bohut ... Jis ki Qismat mai likha ho rona Wo muskura bhi dain to Aanso nikal aty hain ... Na maira Dil bura tha Na os mai koi burai the Sab muqadar ka khail hai Bas Qismat mai Judai thee ... Mujhy milna hai tum sy os jaha mein Jis jaha mein Bicharnai ka riwaaj na ho

Sad Poetry Jawad Saqib

Image
Mein aadi nahe aik tikhanai ka Mein Musafar hun es Dunya ka Mujh ko fursat hi kaha Mosam suhana daikhun Mein taire Zaat sy niklou to zamana daikhun

Urdu Sad Poetry December

Image