Sufi Poetry Shayari Quotes in Urdu
Ay charah gr aadam p na kar Mashq-e-Tajrubat Parwardeegaar tujh ko mareezo kai dhair dy . Ehd-e-Pukhta kya rindo ny yai paimany sy Khaak ho jayai gy niklyn gy na maikhany sy . Batin ki zara aankh jo roshan ho to phir daikhyngy wo cheez kaih jo manzar mai nahe hai . Dil samjh layta hai jis waqt muhabbat ka mizaaj Zindagi shauly ki shabnam mai badal jati hai . ary waaz hisaab hashar sy aisa bhi kya darna wo bakhsh par taly to fard-e-aaseyaa kon daikhy ga . ab tairy sog mai takleef na ho ankho kw aisa kuch kar dy kaih matam na manany payai . aik faqeer ki shudh aankho sy aik balochan har gae Jo gin ban kar poch rahi hai kya marzi sarkaar ki hai . Kise ki bazm-e-tarb mai hayaat bath'thi the umeedwaro mai kal mout bhi nazar aey . Ay dil zaar mazh daikh leya ulfat ka hum na kehty thy kaih os kam mai zilat hogi . mujhy ishq rakhta hai sarngo maira haal pocho na kya kahun Mai habaab bahr ka sheesha hun mairy tothny ki saada nahe