Posts

Showing posts from June, 2019

Urdu Poetry Shayari Quotes In urdu

Image
Reh gae Umeed to bar baad ho jaunga mai Jaeyai to phir mujhy sach much bhulaty jaeyai . Maire barbadeyo ka kuch dino to tazkarah rehta Chaman walo! abhi sy kyun bhula kar dastaa rakh de . Aur mai tujh sy Pak mardo mai sy aik ko mangti hun Ya Rab! . Wijad Jab rooh py cha jayai to kya hota hai Jhoom uthy Ishq sy jisam ruqs waha hota hai . Hum faqeero ko kuch Aazar tumhy daity ho Youn to es firqy sy sab log Dua Laity hain . Lanat baijho Aaj hum par Sahib Waqt guzari ka hum par Elzaam aya hai . Tazeyat ko aeyai na muhtarma Suna nahe hum mar gayai hain . Aabhi jao ay Gul-e-nar jis Khatoo koih ab Hijar saanso ko barabr nahe rehny dyta . Jalty hain khary dhoop mai jab jaty hain udhar Ashiq na howy os ky gunnah gaar howy Hum . Hoga kise deewar kai sayai mai parha meer Kya kam Muhabbat sy os aaraam talab ko