"Apni to Muhabbat ki bas itni kahani hai, * toti hove kishti hai taihra hua paani hai, * Aik phool kitabo mai dam tor chuka hai, * Kuch yaad nahe aata yai kis ki nishani hai"
"yai dil mai kaise uljhan hai main kya mangu, Khuda janai Muhabbat to Gunnah bhi hai, Muhabbat hi Khuda hai, Main mar jaun na es gham mai, Na kaih paun kai yai chahat hai, Maira jeena Ibadat hai, Maira marna Muhabbat hai Khuda kai Naam…"
"A Zindagi bata tu maire kya lagti hai, Kabhi mujh sy razi, to Kabhi hafa lagti hai, Itna dard deya tu ny mairy seenai mai, Saans layta hun to zakhmo ko hawa lagti hai…"