Na-gawara guzarta hai yai taira toot kai bikhar jana Simat jaun taihr jaun youn hum ko barbad na kar jana . Kal tak thi maire jaan taire dosti par fida Taire bai rukhi ny aaj hamai anjam-e-wafa bata deya . Saari gawaheya to mairy Haq mai aagae Laiken maira bayaan hi mairy khilaaf tha . Aik dunya mujh sy thi rothi hove Tu ny bhi tukhra deya acha keya . Sara din lag jata hai khud ko samaithny mai phir raat ko taire yaad ki hawa chalti hai aur hum bikhar jaty hai
Comments
Post a Comment